Let's Talk Forum
Bodies
Mam ling k cap ko jab open karte hai to waha par chote chote bahut sare dane hai ,ye kya hai or isse koi problem to nhi hai na isko thik karne ka koi tarika hai to btaye....
Thank you



Dear Siddhu23,
Dost iske liye ek registered doctor se mil lena uchit hoga, PPP-Peraly penile papules ho sakte hain, yadi ye wahi hai to chinta ki baat nahi kyunki ye apneaap hi theek ho jaate hain, lekin bina dikhayein.. bina doctor ki salah liye kehna mushqil hoga. Chahe to aap www.drsafehands.com to bhi likh sakte hain. Yaun sancharit Rogo ke bare mein yaha padhiye. https://lovematters.in/hi/safe-sex/sti-prevention/staying-safe



Jee haan PPP-Peraly penile papules mein yahi sthithi hoti hai. Isliye philhaal kewal uper di gai salah ko follow kijiye.
https://lovematters.in/hi/our-bodies

All the best!


aapko ek doctor se milna hai - yeh PPP ho sakta hai ya phir koi simple sa hygine issue - jiski vajeh se bhi is kism ke daane ho saktey hain. BUT please saaf safai ke saath - ek doctor se pooch lena behtar hoga
https://lovematters.in/hi/our-bodies/smelly-white-fluid-on-your-genitali...



Hello Siddhu23,
Nahi dost kisi sabun ke istemal ki salah nahi dee jaati hai. Jaisa ki aapne uper diye gaye link mein bhi padha hoga. Sabun se sankramnd ke chances ho sakte hain. Please yeh mat kijiye. Yeh bhi padh lijiye:
https://lovematters.in/hi/our-bodies/genital-hygiene-dos-and-donts

Thanks!


Nahi dost, virya peene se pregnancy nahi hoti hain. https://lovematters.in/en/our-bodies/male-body/semen-top-five-facts, is link ko padhiye.
Dost sabun lagane ki wajah se infection ke chances na ke barabar hain. bus paani se us jagah ko saaf rakhiye. All the best.
